 |
Please Come Back..
Is kadar intezaar karna padega aapka,
pata na tha
Is kadar bekarar hona padega,
pata na tha
Is kadar yaad aayegi aapki,
pata na tha
kyon guzarata hai sara din aapki yaad mey
pata hai aapko ?
kyon bekrar ho jaata hun mai bin tumhare
pata hai aapko ?
Kyon yaad aati hai aapki har pal
pata hai aapko ?
Ye dooriya ab sahi jaati nahi
chale aao, chale aao
chale aao, chale aao
Submitted byAshu Raj (),
I MISS U
dil nahie lag raha dostoon kay bin
nadaniya gustakiya kuch hasna kuch rona
tha maza roze eik naya un kay saath
ab na woh pal na maza ata hay kyon mujhay rona
kabhi koye baat galat nikal jate agar zuban say
has kay tha dostoon ka hamaray tal dena
diya jinhoon nay muskil waqat per saath
kiya maloom the woh sahara tha mujhay khona
nahie muskil koye un say milna dobara
lekin is office ko bhie hay pora din dekhna
chalo bardash kerna hay aur kiya kerna hay
agar ho zaroorat ko email hum ko ker dena
Submitted byAmin Khanani, Pakistan
Got a good shayri yourself? Submit your best Shayari to FUKKAD, and if we enjoy, we might make you famous - or at least put your name, email, address & country on the site.
Email it to us
|